Allaahumma inaa nasta’eenuka wa nastagh firuka ,
wa nu’minu bika wanatawakkalu alaika,wanusnee alaikal khair,
wa nashkuruka wa laa nakfuruka, wa nakhla’u wa natruku mainyaf juruka,
allaahumma iyyakka na’abudu wa laka nusallee , wa nasjudu wa ilaika nas’aa ,
wa nahfidu wa narjoo rahmataka , wa naksha azaabaka, inna azaabaka bilkuffaari mulhiq.
TARJAMAH
Aye Allaah! ham tujh se madad maangte hain aur maghfirat talab karte hain aur tere oopar eemaan laate hain aur
tere oopar bharosa rakhte hain , aur teri behtar taareef karte hain aur tera shukr ada karte hain, aur teri na shukri naheen karte aur alag kar dete aur chod dete hainus shakhs ko jo teri naa farmaani kare , Aye Allah! hum teri hi ibaadat karte hain aur khaas tere liye namaz padhte aur sajada karte hain aur teri hi jaanib daudte aur lapakte hain aur teri hi rahmat li ummeed rakhte hain aur tere azzab se darte hain , beshak tera azaab kaafiron ko pahunchne waalaa hai.
AL-Bahrur raaiq:2/45
